Behki Hui Si Raat Hai Lyrics

Behki Hui Si Raat Hai Lyrics Lyrics

“Behki Hui Si Raat Hai” Song Details:

Movie: Ashley (2016)
Singer(s): Sunidhi Chauhan
Lyricist(s): Amitabh Ranjan
Composer(s): Dushyant Dubey
Music Director(s): Dushyant Dubey
Genre(s): Pop
Director(s): Keval Singh
Music Label: © Zee Music Company
Starring: Rishi Bhutani, Gurleen Chopra
Release on: 27th December, 2016

Behki hui si raat hai
Sulge se ehsaas hain
Mitne lagi dooriyan
Tere mere darmiyan
Cha raha hain ye kaisa nasha

Aaja zara chhule mujhe
Chaayi hain madhoshiyan
Ho jaane de iss pyar mein
Thodi si gustakhiyaan

Behki hui si raat hai

Iss kadar tu mujhe na bekarar kar
Baahon mein bhar ke mujhe
Aaj tu pyaar kar haan..

Jism ki hai yeh raza
Jeene ka le le maza
Aa mujhko gale se laga


Aaja zara chu le mujhe
Chaayi hain madhoshiyan
Ho jaane de iss pyar mein
Thodi si gustakhiyan

Behki hui si raat hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top