Jab Gham E Ishq Satata Hai Lyrics

Jab Gham E Ishq Satata Hai Lyrics Lyrics

“Jab Gham E Ishq Satata Hai” Song Details:

Movie: Kinare Kinare (1963)
Singer(s): Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist(s): Nyaya Sharma
Composer(s): Jaidev Verma
Music Director(s): Jaidev Verma
Genre(s): Sad
Director(s): Chetan Anand
Music Label: © Saregama
Starring: Dev Anand, Meena Kumari, Sunder, Chetan Anand

Jab gham e ishq satata
Hai to hans leta hun
Jab gham e ishq satata
Hai to hans leta hun
Hadsa yaad ye aata
Hai to hans leta hun

Meri ujdi huyi duniya mein
Tamanna ka chiragh
Meri ujdi huyi duniya mein
Tamanna ka chiragh
Jab koyi aa ke jalata
Hai to hans leta hun
Jab koyi aa ke jalata
Hai to hans leta hun

Koyi dawa nahin fariyaad
Nahin tanz nahin
Koyi dawa nahin fariyaad
Nahin tanz nahin
Raham jab apne se aata
Hai to hans leta hun
Raham jab apne se aata
Hai to hans leta hun
Jab gham e ishq satata
Hai to hans leta hun.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top