“Jab Gham E Ishq Satata Hai” Song Details:
| Movie: | Kinare Kinare (1963) |
| Singer(s): | Mukesh Chand Mathur (Mukesh) |
| Lyricist(s): | Nyaya Sharma |
| Composer(s): | Jaidev Verma |
| Music Director(s): | Jaidev Verma |
| Genre(s): | Sad |
| Director(s): | Chetan Anand |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Dev Anand, Meena Kumari, Sunder, Chetan Anand |
Jab gham e ishq satata
Hai to hans leta hun
Jab gham e ishq satata
Hai to hans leta hun
Hadsa yaad ye aata
Hai to hans leta hun
Meri ujdi huyi duniya mein
Tamanna ka chiragh
Meri ujdi huyi duniya mein
Tamanna ka chiragh
Jab koyi aa ke jalata
Hai to hans leta hun
Jab koyi aa ke jalata
Hai to hans leta hun
Koyi dawa nahin fariyaad
Nahin tanz nahin
Koyi dawa nahin fariyaad
Nahin tanz nahin
Raham jab apne se aata
Hai to hans leta hun
Raham jab apne se aata
Hai to hans leta hun
Jab gham e ishq satata
Hai to hans leta hun.


