आप जैसा कोई Aap Jaisa Koi Lyrics

आप जैसा कोई Aap Jaisa Koi Lyrics Lyrics

“Aap Jaisa Koi” Song Details:

Movie: An Action Hero
Singer(s): Zahrah S Khan, Altamash Faridi
Lyricist(s): Indeevar, Tanishk Bagchi
Music Director(s): Tanishk Bagchi
Genre(s): Item Number
Director(s): Anirudh Iyer
Music Label: © T-Series
Starring: Ayushmann Khurrana, Rachit Jadoun, Mirabel Stuart
Release on: 2nd December, 2022

Phool ko bahar bahar ko chaman
Dil ko dil badan ko badan

Har kisi ko chahiye
Taan maan ka milan
Kaash mujh par aisa
Dil aapka bhi aaye

Toh baat ban jaaye
Aha baat ban jaaye

Aap jaisa koi meri
Zindagi mein aaye
Toh baat ban jaaye
Aha baat ban jaaye


Jaane humein yeh kya ho gaya
Madhosh hum ho gaye
Woh ho sara jaha yun bhul ke
Baahon mein hum kho gaye

Main insaan hun farishta nahi
Dar hain behak na jaaun kahin
Tanha dil na sambhalega
Pyaar bina yeh tadpega

Aap sa kahan hain
Dil aapko hi paaye

Toh baat ban jaaye
Aha baat ban jaaye
Aha baat ban jaaye

Aap jaisa koyi meri
Zindagi mein aaye
Toh baat ban jaaye
Aha baat ban jaaye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top