A Whole New World Lyrics

A Whole New World Lyrics Lyrics

“A Whole New World” Song Details:

Movie: Aladdin
Singer(s): Armaan Malik, Monali Thakur
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Directorgifty
Music Label: © Disney India
Starring: Badshah
Release on: 20th May, 2019

Aao saath mere
Dekhe saare nazaare
Choo lo saare sitaare
Maano dil ki tum kabhi

Aankhein kholo jara
Dekho sara jamaana
Khwabo ka hai khajana
Udte chalo meri jaan

Naya jahaan, tum dekho aapni nigaho se
Aur aab toh jo bhi ho ye jaan lo,
Ki tum hi ho meri jaan

Naya jahaan ,
Laakho aarmaan jage aab yun lage
Tumhaare sang naye jahaan mein


Tumhaare sang naye jahaan mein

Ek khumaari si chaaye
Ye mahakti hawayein
Dekho rashta dikhaaye
Kyun na is pal mein khoo jaaye

Naya jahaan dekho jaane jahaan,
Nazaare laakho hai haseen jee lo is pal mein rehkar
Taaro ka hai khumaar aab beshumaar
Main jaana chahun mudke na kabhi

Naya jahaan ye lamhe jaado bhare
Naye andekhe se pahlu hai re mumkin si hairat
Chahat ke jo mile toh yun lage
Tumhaare sang naye jahaan mein hai

Naya jahaan naya jahaan
Jahan pe pal jahan pe pal
Hai khusi ke wafao mein
Ho tum aur main..

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top