Aaj Dil Beqarar Lyrics

“Aaj Dil Beqarar” Song Details:

Album/Label: Phoolon Ki Barsaat (2001)
Singer(s): Azra Riaz
Lyricist(s): Azra Riaz
Composer(s): Azra Riaz
Music Director(s): Azra Riaz
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Tips Music
Starring: Azra Riaz

Aaj dil beqarar saa kyun hai
Aaj dil beqarar saa kyun hai
Tera ghum hai to baarsa kyun hai
Aaj dil beqarar saa kyun hai

Moat dushwaar ho gayi shayad
Moat dushwaar ho gayi shayad
Jist par ikhtiyaar saa kyun hai
Aaj dil beqarar saa kyun hai
Aaj dil beqarar saa kyun hai

Koi wada nahi umeed nahi
Koi wada nahi umeed nahi
Phir mujhe intazaar sa kyun hai
Aaj dil beqarar saa kyun hai
Aaj dil beqarar saa kyun hai

Unke waade galat sahin lekin
Unke waade galat sahin lekin
Ishq ko aitbaar sa kyun hai
Aaj dil beqarar saa kyun hai
Aaj dil beqarar saa kyun hai

Karwaan to guzar gaya hoga
Karwaan to guzar gaya hoga
Raste mein ubaal sa kyun hai
Aaj dil beqarar saa kyun hai
Aaj dil beqarar saa kyun hai


Hum mohabbat mein mitta gaye kabil
Hum mohabbat mein mitta gaye kabil
Ab koi ghum busar sar sa kyun hai
Aaj dil beqarar saa kyun hai
Aaj dil beqarar saa kyun hai
Tera ghum hai to baarsa kyun hai
Aaj dil beqarar saa kyun hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top