Aaj Qayamat Ho Gayi Lyrics

Aaj Qayamat Ho Gayi Lyrics Lyrics

“Aaj Qayamat Ho Gayi” Song Details:

Movie: Qayamat (1983)
Singer(s): Asha Bhosle
Lyricist(s): Majrooh Sultanpuri
Composer(s): R. D. Burman
Music Director(s): B.D. Burman
Genre(s): Item Number
Director(s): Raj N Sippy
Music Label: © Venus
Starring: Dharmendra, Poonam Dhillon, Shakti Kapoor, Smita Patil, Shatrughan Sinha, Jaya Prada
Release on: 28th October, 1983

Ho gayi
Aaj qayamat ho gayi
Mathe ki bindiya kho gayi
Aaj qayamat ho gayi
Mathe ki bindiya kho gayi
Duniya bewafa ab kya hoga
Kya kya hoga
Ye ab dekhna kya kya hoga
Ye ab dekhna
Aaj qayamat ho gayi
Mathe ki bindiya kho gayi

Ye tamanna thi mohabbar se rahu milke
Wo mohabbat chhin li tune mere dil se
Ye tamanna thi mohabbar se rahu milke
Wo mohabbat chhin li tune mere dil se
Chahat luti arma lute
Dil lut gaya mai kho gayi
Ya ya ya ya ya
Ya ya ya ya
Kya kya hoga ye ab dekhna
Aaj qayamat ho gayi
Mathe ki bindiya kho gayi
Duniya bewafa ab kya hoga
Kya kya hoga ye ab dekhna

Kya batau kya mere dil ka irada hai
Jo na chaha tha wo shola dil mein jaga hai
Kya batau kya mere dil ka irada hai
Jo na chaha tha wo shola dil mein jaga hai
Ab tu jale ya main jalu
Ab jo bhi ho yuhi jale
Ya ya ya ya ya ya ya
Kya kya hoga ye ab dekhlo
Aaj qayamat ho gayi
Mathe ki bindiya kho gayi
Duniya bewafa ab kya hoga
Ya ya ya ya ya ya ya
Kya kya hoga ye ab dekhna
Aaj qayamat ho gayi
Mathe ki bindiya kho gayi.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top