Aalsi Sawan Badri Udaye Lyrics

Aalsi Sawan Badri Udaye Lyrics Lyrics

“Aalsi Sawan Badri Udaye” Song Details:

Album/Label: Main Aur Mera Saya (2011)
Singer(s): Bhupen Hazarika
Lyricist(s): Gulzar
Composer(s): Bhupen Hazarika
Music Director(s): Bhupen Hazarika
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Saregama
Starring: Bhupen Hazarika
Release on: 27th May, 2011

Aalsi sawan badri udaye
Mann papihara pyasa reh jaaye
Bhigi bhigi khidaki se dekhta hoon
Koi aa jaaye shayad koi aa jaaye

Aalsi sawan badri udaye
Mann papihara pyasa reh jaaye
Bhigi bhigi khidaki se dekhta hoon
Koi aa jaaye shayad koi aa jaaye
Aalsi sawan badri udaye
Mann papihara pyasa reh jaaye
Bhigi bhigi khidaki se dekhta hoon
Koi aa jaaye shayad koi aa jaaye
Aalsi sawan badri udaye

Bijali ki taaron pe jhoolti boonde
Soch rahi hai kya meri hi baate
Bijali ki taaron pe jhoolti boonde
Soch rahi hai kya meri hi baate
Sochmi boond ka bhiga chehra
Chhanak chhanak jaaye ras barsaye
Aalsi sawan badri udaye
Mann papihara pyasa reh jaaye
Bhigi bhigi khidaki se dekhta hoon
Koi aa jaaye shayad koi aa jaaye
Aalsi sawan badri udaye

Mahanagari mein rehta hoon
Joothe dilaase jeeta hoon
Mahanagari mein rehta hoon
Joothe dilaase jeeta hoon
Yaado ke daane boonnta hoon
Niyon light ne yeh ishare
Mahanagari saa mann sanware
Niyon light ne yeh ishare
Mahanagari saa mann sanware
Kaash ye mera likha sandesha
Kaali daastan bhi le jaaye
Aalsi sawan badri udaye
Mann papihara pyasa reh jaaye
Bhigi bhigi khidaki se dekhta hoon
Koi aa jaaye shayad koi aa jaaye
Aalsi sawan badri udaye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top