Aanchal Tera Dhalka Hua (Title) Lyrics

Aanchal Tera Dhalka Hua (Title) Lyrics Lyrics

“Aanchal Tera Dhalka Hua (Title)” Song Details:

Album/Label: Aanchal Tera Dhalka Hua
Singer(s): Mohammed Aziz
Lyricist(s): Nafees Alam
Composer(s): Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Music Director(s): Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Saregama

Aanchal tera dhalka hua
Bikhara huaa kaajal
Aanchal tera dhalka hua
Bikhara huaa kaajal
Bas ek jhalak dekhake
Bas ek jhalak dekhake
Hum ho gaye paagal
Aanchal tera dhalka hua
Bikhara huaa kaajal

Jab zulf teri khulke
Bikhar jaati hain jaanam
Jab zulf teri khulke
Bikhar jaati hain jaanam
Lagata hain ke barsaat mein
Phir aaye huye baadal
Bas ek jhalak dekhake
Bas ek jhalak dekhake
Hum ho gaye paagal
Aanchal tera dhalka hua
Bikhara huaa kaajal

Deewana banata hain
Tera roop salona
Deewana banata hain
Tera roop salona
Mastana banati hain
Teri paaon ki paayal
Bas ek jhalak dekhake
Bas ek jhalak dekhake
Bas ek jhalak dekhake
Hum ho gaye paagal
Aanchal tera dhalka hua
Bikhara huaa kaajal

Lagata hain mujhe chaand bhi
Ab chehre tumhara
Lagata hain mujhe chaand bhi
Ab chehre tumhara
Har seh mein nazar aati hain
Tuhi wohi harpal
Bas ek jhalak dekhake
Bas ek jhalak dekhake
Hum ho gaye paagal
Aanchal tera dhalka hua
Bikhara huaa kaajal
Aanchal tera dhalka hua
Bikhara huaa kaajal.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top