Aankhe To Huyi Lyrics

Aankhe To Huyi Lyrics Lyrics

“Aankhe To Huyi” Song Details:

Movie: Begum (1945)
Singer(s): Ashok Kumar
Lyricist(s): Gopal Singh Nepali
Composer(s): Hari Prasanna Das
Music Director(s): Hari Prasanna Das
Genre(s): Sad
Director(s): Sushil Majumdar
Music Label: © Saregama
Starring: Naseem Banu, Ashok Kumar

Aankhe to huyi band
Magar dard jaga re
Dil yaad mein kisiki zara
Rone laga re rone
Laga re rone laga re
Dil yaad mein kisiki
Zara rone laga re

Dil mein dukha kwab hai
Aankho mein andhera
Aankho mein andhera
Ho gaya barabad mera
Rain basera rain basera
Ab hoke juda dono
Lage hai jo kinare
Dil yaad mein kisiki
Zara rone laga re

Ishq kiya husn ki
Tasveere banai
Ishq kiya husn ki
Tasveere banai
Chhod ke tasveer
Ek baki mitai
Chhod ke tasveer
Ek baki mitai
Ab ji raha hoon main
Isi tinke ke sahare
Dil yaad mein kisiki
Zara rone laga re

Milne ki tamanna se
Mujhe chain nahi hai
Dina raat meri prita
Use dhundh rahi hai
Aa jaaye kahi wo
Mil jaaye kahi wo
Aa jaaye kahi wo
Mil jaaye kahi wo
Mila jaaye to rakhu use
Palko mein chhupaye
Dil yaad mein kisiki
Zara rone laga re.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top