Aankhe Ye Keh Rahi Hai Lyrics

“Aankhe Ye Keh Rahi Hai” Song Details:

Movie: Char Aankhen (1944)
Singer(s): Tara Baswani
Lyricist(s): Pandit Narendra Sharma
Composer(s): Anil Krishna Biswas
Music Director(s): Anil Krishna Biswas
Genre(s): Playful
Director(s): Sushil Majumdar
Starring: Jairaj, Leela Chitnis, Pritibala, Asha Lata, Paul Mahendra

Aankhe ye keh rahi hai ke
Dil ne kiya kharab dil keh raha ki
Aankho ne mujhko dubo diya
Bigada kisi ka kuch nahi
Is darde ishq mein dono ke
Jitne hath ne mujhko mila diya
Ram kare ri kahi naina na uljhe
Ram kare ri kahi naina na uljhe
Naina na uljhe ram kare ri kahi

Sajan sakare jayenge
Sajan sakare jayenge
Nain marenge ro
Uthna aisi rain kare
Ke kabhu na ho
In nainan ki baan boori hai
In nainan ki baan boori hai
Baan buri hai inse

Chot rachaye nahi dil se
Baan boori hai inse
Chot rachaye nahi dil se
Ram kare ri kahi naina na uljhe
Ram kare ri kahi naina na uljhe
Ram kare ri kahi.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top