Aankhon Mein Ashq Lyrics

Aankhon Mein Ashq Lyrics Lyrics

“Aankhon Mein Ashq” Song Details:

Album/Label: Shagufta (1988)
Singer(s): Pankaj Udhas
Composer(s): Pankaj Udhas
Music Director(s): Pankaj Udhas
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Universal Music
Starring: Pankaj Udhas

Aankhon mein ashq naam hain
Uska jabaan par
Aankhon mein ashq naam hain
Uska jabaan par
Barsaat bhi huyi hain to
Kachchein makaan par
Aankhon mein ashq naam hain
Uska jabaan par

Ik phool sa badan kahin
Kaantein chubho gaya
Ik phool sa badan kahin
Kaantein chubho gaya
Mehake hazaar jabd
Mere jismo jaan par
Mehake hazaar jabd
Mere jismo jaan par
Barsaat bhi huyi hain to
Kachchein makaan par
Aankhon mein ashq naam hain
Uska jabaan par

Saudagaro ki bheed mein
Sachchai kho gayi
Saudagaro ki bheed mein
Sachchai kho gayi
Bikane lagi hain ab to
Mohabbat dukaan par
Bikane lagi hain ab to
Mohabbat dukaan par
Barsaat bhi huyi hain to
Kachchein makaan par
Aankhon mein ashq naam hain
Uska jabaan par

Aye husn bepaanh hoon main
Teri talaash mein
Aye husn bepaanh hoon main
Teri talaash mein
Bechain udd raha hoon
Khule aasmaan par
Bechain udd raha hoon
Khule aasmaan par
Barsaat bhi huyi hain to
Kachchein makaan par
Aankhon mein ashq naam hain
Uska jabaan par

Barsaat bhi huyi hain to
Kachchein makaan par
Aankhon mein ashq naam hain
Uska jabaan par.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top