“Aankhon Mein” Song Details:
| Movie: | Pyaar Ki Manzil (1950) |
| Singer(s): | Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) |
| Lyricist(s): | Rajendra Krishan |
| Composer(s): | Bhagatram Batish, Husnlal Batish |
| Music Director(s): | Bhagatram Batish, Husnlal Batish |
| Genre(s): | Happy (Feel Good) |
| Director(s): | Keki Mistry |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Rehman, Munawar Sultana, Gope, Kamal, Pratima Devi, Jankidas |
Aankhon mein aankhen daal ke
Aankhon mein aankhen daal ke
Wo muskura gaye
Apna bana gaye mujhe
Apna bana gaye mujhe
Apna bana gaye
Aankhon mein aankhen daal ke
Wo muskura gaye
Dekha kuch is tarah
Meri duniya badal gayi
Duniya badal gayi
Dekha kuch is tarah
Meri duniya badal gayi
Duniya badal gayi
Ik laher pyar ki
Mere dil mein machal gayi
Dil mein machal gayi
Dil mein sama ke wo meri
Dil mein sama ke wo meri
Duniya mein chha gaye
Aankhon mein aankhen daal ke
Wo muskura gaye
Apna bana gaye mujhe
Apna bana gaye
Dil chin lene wali
Nigaho se kya kahun
Nigaho se kya kahun
Dil chin lene wali
Nigaho se kya kahun
Nigaho se kya kahun
Masti bhari nazar ki
Adao se kya kahun
Adao se kya kahun
Pehli hi mulaqaat mein
Pehli hi mulaqaat mein
Apna bana gaye
Aankhon mein aankhen daal ke
Aankhon mein aankhen daal ke
Wo muskura gaye
Apna bana gaye mujhe
Apna bana gaye.


