“Aankhon Ne Chede Tarane” Song Details:
| Movie: | Love Ka Tadka (2009) |
| Singer(s): | Mahalakshmi Iyer, Shaan |
| Lyricist(s): | Amar Makwana |
| Composer(s): | Aadesh Shrivastava |
| Music Director(s): | Aadesh Shrivastava |
| Genre(s): | Love |
| Director(s): | Gautam Adhikari, Rajan Wagdhare |
| Music Label: | © Universal Music |
| Starring: | Nauheed Cyrusi, Sameer Dattani, Bakhtiyaar Irani, Satish Kaushik, Rakesh Bedi, Vrajesh Hirjee, Dinyar Contractor, Shyam Mashalkar, Srivallabh Vyas, Balwinder Singh Suri |
| Release on: | 23rd October, 2009 |
Aankhon ne chhede
Taraane ha aa aa aa…
Aankhon ne chhede taraane,
Yeh dil mehakane laga hai
Yeh dil mehakane laga hai
Lene lagi saans dharati
Lene lagi saans dharati
Ambar dhadkane laga hai
Ambar dhadkane laga hai
Yeh hawaayein bhi
Mujhase keh rahi hai
Yeh hawaayein bhi
Mujhase keh rahi hai
Haan yahin pyaar hai
Haan yahin pyaar hai
Haan yahin pyaar hai
Haan yahin pyaar hai
Aankhon ne chhede taraane,
Yeh dil mehakane laga hai
Yeh dil mehakane laga hai
Lene lagi saans dharati
Lene lagi saans dharati
Ambar dhadkane laga hai
Ambar dhadkane laga hai
Waadon ki ham ik shamma jalaaye,
Har ik kasam ko manjil banaaye
Waadon ki ham ik shamma jalaaye,
Har ik kasam ko manjil banaaye
Aise nikhaare apani wafa ko,
Na tum aajmaao na hum aajmaaye
Na tum aajmaao na hum aajmaaye
Aankhon ne chhede taraane
Aankhon ne chhede taraane
Yeh dil mehakane laga hai
Yeh dil mehakane laga hai
Khaabon se pyaar ik ghar banaaye,
Usako mohabbat se hum sajaaye
Khaabon se pyaar ik ghar banaaye,
Usako mohabbat se hum sajaaye
Apani khushi ki leher mein,
Deewaare aur khidkiyaan muskuraaye
Deewaare aur khidkiyaan muskuraaye
Aankhon ne chhede taraane
Aankhon ne chhede taraane
Yeh dil mehakane laga hai
Yeh dil mehakane laga hai
Lene lagi saans dharati
Lene lagi saans dharati
Ambar dhadkane laga hai
Ambar dhadkane laga hai
Yeh hawaayein bhi
Mujhase keh rahi hai
Yeh hawaayein bhi
Mujhase keh rahi hai
Haan yehin pyaar hai
Haan yehin pyaar hai
Haan yehin pyaar hai
Haan yehin pyaar hai.


