“Aankhon Ne Kahi” Song Details:
| Album/Label: | Sadaa (1998) |
| Singer(s): | Chandan Dass |
| Lyricist(s): | Ibrahim Ashq |
| Composer(s): | Jaidev Kumar |
| Music Director(s): | Jaidev Kumar |
| Genre(s): | Ghazal, Love |
| Music Label: | © T-Series |
| Release on: | 30th April, 1998 |
Aankhon ne kahi dil ne suni baat ho gayi
Aankhon ne kahi dil ne suni baat ho gayi
Phir aaj unse apni mulakaat ho gayi
Aankhon ne kahi dil ne suni baat ho gayi
Phir aaj unse apni mulakaat ho gayi
Jab bhi woh khaab banke mere paas aa gaye
Jab bhi woh khaab banke mere paas aa gaye
Jab bhi woh khaab banke mere paas aa gaye
Jab bhi woh khaab banke mere paas aa gaye
Har raat zindagi ki hasee raat ho gayi
Har raat zindagi ki hasee raat ho gayi
Phir aaj unse apni mulakaat ho gayi
Aankhon ne kahi dil ne suni baat ho gayi
Phir aaj unse apni mulakaat ho gayi
Socha unhein to kitane sawalat ho gaye
Socha unhein to kitane sawalat ho gaye
Socha unhein to kitane sawalat ho gaye
Socha unhein to kitane sawalat ho gaye
Dekha unhein to noor ki barsaat ho gayi
Dekha unhein to noor ki barsaat ho gayi
Phir aaj unse apni mulakaat ho gayi
Aankhon ne kahi dil ne suni baat ho gayi
Phir aaj unse apni mulakaat ho gayi
Dil unka jitane main ye bhule huye the hum
Dil unka jitane main ye bhule huye the hum
Dil unka jitane main ye bhule huye the hum
Dil unka jitane main ye bhule huye the hum
Pehale kadam pe apni kahin maut ho gayi
Pehale kadam pe apni kahin maut ho gayi
Phir aaj unse apni mulakaat ho gayi
Aankhon ne kahi dil ne suni baat ho gayi
Aankhon ne kahi dil ne suni baat ho gayi
Phir aaj unse apni mulakaat ho gayi
Phir aaj unse apni mulakaat ho gayi
Phir aaj unse apni mulakaat ho gayi.


