Aap Aaye Janab Barso Lyrics

Aap Aaye Janab Barso Lyrics Lyrics

“Aap Aaye Janab Barso” Song Details:

Album/Label: Visions (1992)
Singer(s): Jagjit Singh
Composer(s): Jagjit Singh
Music Director(s): Jagjit Singh
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Tips Music
Starring: Jagjit Singh

Aap aaye janaab barso mein
Aap aaye janaab barso mein
Humne pee hai sharab barso mein
Aap aaye janaab barso mein

Phir se dil kee kali khili apni
Phir se dil kee kali khili apni
Phir se dekha sabaab barso mein
Aap aaye janaab barso mein

Tum kaha the kaha rahe saahib
Tum kaha the kaha rahe saahib
Aaj hoga hisaab barso mein
Aap aaye janaab barso mein

Pehle nadan the ab huye daana
Pehle nadan the ab huye daana
Unko aaya adaab barson mein
Aap aaye janaab barso mein

Isi umeed pe main zinda hoon
Isi umeed pe main zinda hoon
Kya wo denge jawaab barso mein
Aap aaye janaab barso mein.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top