Aap Kya Aaye Lyrics

Aap Kya Aaye Lyrics Lyrics

“Aap Kya Aaye” Song Details:

Movie: Kala Suraj
Singer(s): Sharon Prabhakar
Lyricist(s): Shaily Shailender
Composer(s): Bappi Lahiri
Music Director(s): Bappi Lahiri
Genre(s): Item Number
Director(s): Desh Gautam
Music Label: © Saregama
Starring: Sulakshana Pandit, Rakesh Roshan, Shatrughan Sinha
Release on: 1st January, 1998

Aap kya aaye no bahaar aa gayi
Saari mehfil mein masti si chha gayi

Aap kya aaye no bahaar aa gayi
Aap kya aaye no bahaar aa gayi
Saari mehfil mein masti si chha gayi
Aap kya aaye no bahaar aa gayi
Aap kya aaye no bahaar aa gayi
Saari mehfil mein masti si chha gayi
Aap kya aaye no bahaar aa gayi

Yeh dil o jaan husn jawaan
Hai sab hi aapka
Ishara par hoga idhar jab bhi aapka
Aapki khidmat mein lo hum aa gaye
Aap kya aaye no bahaar aa gayi
Aap kya aaye no bahaar aa gayi

Patto mein yun dhaka huaa
Milta hai gulaab
Parde mein yun chhupa huaa
Khilta hai shabab
Aapne yun dekha main sharma gayi
Aap kya aaye no bahaar aa gayi
Aap kya aaye no bahaar aa gayi


Khile chaman saa mera mann
Mehekne hai lagaa
Mithi agan mein tann badan
Dehek ne lagaa
Jaane kaisa jaadu ye nazar dha gayi
Aap kya aaye no bahaar aa gayi
Saari mehfil mein masti si chha gayi
Aap kya aaye no bahaar aa gayi.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top