Aapas Ki Phoot Se Lyrics

Aapas Ki Phoot Se Lyrics Lyrics

“Aapas Ki Phoot Se” Song Details:

Movie: Samrat Prithviraj Chauhan (1959)
Singer(s): Lata Mangeshkar, Manna Dey
Lyricist(s): Bharat Vyas
Composer(s): Vasant Desai
Music Director(s): Vasant Desai
Genre(s): Philosophical
Director(s): Harsukh Bhatt
Music Label: © Saregama
Starring: Jairaj, Anita Guha, Ulhas, Sapru, B.M. Vyas, Sunder

Aapsa ki phoot se bar bar
Badli rajdhani hai
Dil ko bahlane wali
Ye delhi ki kahani hai
Dil ko bahlane wali
Ye delhi ki kahani hai
Is dharti par likha hua
Itihash purana hai

Iske kan kan mein pahna ke
Kesariya bana hai
Tum sab iski santan bhulkar
Aapas ka apman
Aaj dene tan ka balidan utho
Ghadiya tufani hai
Dil ko bahlane wali
Ye delhi ki kahani hai
Dil ko bahlane wali
Ye delhi ki kahani hai

Panch hajar baras pahle
Koraw pandaw aabad yaha
Ho gaye sabhi barbad yaha
Kal ka ghuma chakkar
Mar gaye bade bade samrat
Dhul mein mili khun se banke
Bhul un sabki jawani hai
Dil ko bahlane wali
Ye delhi ki kahani hai
Dil ko bahlane wali
Ye delhi ki kahani hai

Jago jago jago
Jago aaj karodo prano
Ki hunkar pukare
Jago aaj tumhe randevi
Ki talwar pukare
Chhod do shabdo ka singar
Chhod do wani ki jhankar
Hath mein lo ab katar
Aaj duniya dekhe is tan mein
Khun hai ya ke pani hai
Dil ko bahlane wali
Ye delhi ki kahani hai
Aapsa ki phut se bar bar
Badli rajdhani hai
Dil ko bahlane wali
Ye delhi ki kahani hai
Dil ko bahlane wali
Ye delhi ki kahani hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top