Aasma Kaali Kaali Ghata Lyrics

Aasma Kaali Kaali Ghata Lyrics Lyrics

“Aasma Kaali Kaali Ghata” Song Details:

Album/Label: Kabhi Aansoo Kabhi Khusboo Kabhi Naghma (2005)
Singer(s): Pankaj Udhas
Lyricist(s): Zafar Gorakhpuri
Composer(s): Pankaj Udhas
Music Director(s): Pankaj Udhas
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Tips Music
Starring: Pankaj Udhas
Release on: 5th August, 2005

Aasma kaali kaali ghata de gaya
Aasma kaali kaali ghata de gaya
Aap aaye to mausam maza de gaya
Aasma kaali kaali ghata de

Ishq tujh jaisa dushman sabhi ko mile
Ishq tujh jaisa dushman sabhi ko mile
Ishq tujh jaisa dushman sabhi ko mile
Maar kar zindagi ka pata de gaya
Maar kar zindagi ka pata de gaya
Aap aaye to mausam maza de gaya
Aasma kaali kaali ghata de gaya

Chaand mera na khushboo na baadal mere
Chaand mera na khushboo na baadal mere
Chaand mera na khushboo na baadal mere
Aapko koan mera pata de gaya
Aapko koan mera pata de gaya
Aap aaye to mausam maza de gaya
Aasma kaali kaali ghata de gaya

Meri aankhon mein hai usaka chehra zafar
Meri aankhon mein hai usaka chehra zafar
Meri aankhon mein hai usaka chehra zafar
Mere haathon mein jo aaina de gaya
Mere haathon mein jo aaina de gaya
Aap aaye to mausam maza de gaya
Aasma kaali kaali ghata de gaya
Aasma kaali kaali ghata de gaya.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top