Aaya Aaya Toofan (Title Track) Lyrics

“Aaya Aaya Toofan (Title Track)” Song Details:

Movie: Toofan (1989)
Singer(s): Kishore Kumar
Lyricist(s): Indeevar
Composer(s): Anu Malik
Music Director(s): Anu Malik
Genre(s): Other
Director(s): Ketan Desai
Music Label: © Weston
Starring: Amitabh Bachchan, Meenakshi Seshadri, Amrita Singh
Release on: 3rd July, 1989

Aaya Aaya Toofan
Bhaga Bhaga Saitan
Aaya Aaya Toofan
Bhaga Bhaga Saitan
Shine Mein Shole Chupaye
Aandi Se Aanke Ladaye
Garje Jo Badal
Gusse Mein Pagal
Katil Kaha Bach Paye

Shine Mein Shole Chupaye
Aandi Se Aanke Ladaye
Garje Jo Badal
Gusse Mein Pagal
Katil Kaha Bach Paaye
Dakku Sare Hairan
Bhaga Bhaga Saitan
Aaya Aaya Toofan
Bhaga Bhaga Saitan

Sar Ko Hatheli Pe Leke
Has Ke Khataro Se Khele
Kamzoron Ki Izzat Bachaye
Lade Yeh So Se Akele
Sar Ko Hatheli Pe Leke
Has Ke Khataro Se Khele
Kamzoron Ki Izzat Bachaye
Lade Yeh So Se Akele
Aisa Kaha Insaan
Bhaga Bhaga Saitan
Aaya Aaya Toofan
Bhaga Bhaga Saitan

Haiwan Sar Jo Uthaye
Bebaso Ko Daraye
Banake Qayamat Aaye Toofan
Zulm Dekh Na Paye
Haiwan Sar Jo Uthaye
Bebaso Ko Daraye
Banake Qayamat Aaye Toofan
Zulm Dekh Na Paye
Haiwan Sar Jo Uthaye
Bebaso Ko Daraye
Banake Qayamat Aaye Toofan
Zulm Dekh Na Paye
Sara Jahan Qurban
Bhaga Bhaga Saitan
Aaya Aaya Toofan
Bhaga Bhaga Saitan.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top