Aaya Khayal Unka Lyrics

“Aaya Khayal Unka” Song Details:

Album/Label: Ashiyan-E- Ghazal (2001)
Singer(s): Aparna Mayekar, D.S. Ruben
Lyricist(s): Aparna Mayekar
Composer(s): D.S. Ruben
Music Director(s): D.S. Ruben
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Tips Music
Starring: D.S. Ruben, Aparna Mayekar

Aaya khayal unka toh
Aata chala gaya
Ro ro ke jee bhara na
Tha gata chala gaya
Aaya khayal unka toh
Aata chala gaya
Ro ro ke jee bhara na
Tha gata chala gaya
Aaya khayal unka

Taskin dil ko di to
Badhi beqaraariya
Taskin dil ko di to
Badhi beqaraariya
Main beqaraariyon se
Nibhata chala gaya
Ro ro ke jee bhara na
Tha gata chala gaya
Aaya khayal unka

Sahmein huye labon pe
Hum uff tak na laa sake
Sahmein huye labon pe
Hum uff tak na laa sake
Charkh aashiyaan ke bal
Giraata chala gaya
Ro ro ke jee bhara na
Tha gata chala gaya
Aaya khayal unka

Hum apne dil ke zakhm
Bhi taza na kar sakein
Hum apne dil ke zakhm
Bhi taza na kar sakein
Koi chaman mein
Phool khilata gaya
Ro ro ke jee bhara na
Tha gata chala gaya
Aaya khayal unka toh
Aata chala gaya
Ro ro ke jee bhara na
Tha gata chala gaya
Aaya khayal unka.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top