“Aaya Nahi Saiyan” Song Details:
| Movie: | Chehra: The Unknown Mask |
| Singer(s): | Kamal Khan |
| Lyricist(s): | Deepak K. Bajaj |
| Composer(s): | Deepak K. Bajaj |
| Music Director(s): | Deepak K. Bajaj |
| Genre(s): | Sad |
| Director(s): | Deepak K Bajaj |
| Music Label: | © Jaarimma Music |
| Starring: | Sheetal Pathak, Saheem Khan, Quaiser Jamal, Raza Murad, Sandesh Jadhav, Priyanka Gairola, Kumar Sunil, Gautam Berde, Satyapal Landge, Sunil Hirekhan, Rishika Bajaj |
| Release on: | 26th April, 2013 |
Waqt adhura ye dil dhadka jaaye
Kaahe naa aaye tu kyu tu sataye
Piya ki hai aas mujhko suna laage ye sama
Aankhe ye raah dekhe biti jaaye shaam
Aaya nahi saiyan jiya laage na
Tanhaaiyo mein biti jaaye shaam
Aaya nahi saiyan kaahe tarsaaye
Aaya nahi saiyan kaahe tarsaaye
Wade adhure tere chain churaaye
Kaahe tarsaaye
Aaya nahi saiyan jiya laage na
Wada tha kaisa tera kaanch ka sapna
Tut ke aise chubha dard na ho kam mera
Wada tha kaisa wada kaanch ka sapna
Tut ke aise chubha dard na ho kam mera
Wada adhura tera chain churaaye
Kaahe tarsaaye
Aaya nahi saiyan jiya jaaye na.


