Aaye Din Hai Pyar Ke Lyrics

Aaye Din Hai Pyar Ke Lyrics Lyrics

“Aaye Din Hai Pyar Ke” Song Details:

Movie: Aashique Mastane (1995)
Singer(s): Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
Lyricist(s): Nawab Arzoo
Composer(s): Dilip Sen, Sameer Sen
Music Director(s): Dilip Sen, Sameer Sen
Genre(s): Romantic
Director(s): Ajay Kashyap
Music Label: © Melody
Starring: Maya Alagh, Vikas Anand, Mohnish Bahl, Beena Banerjee, Monica Bedi, Prem Chopra, Harish, Ayesha Jhulka, Abhishek Kapoor, Viju Khote

Aankhon mein jab
Tum samane lage
Khwabo khayalo
Pe chhane lage
Aankhon mein jab
Tum samane lage
Khwabo khayalo
Pe chhane lage
Chupke se dheere se
Mere dil ne ye
Pukara o sanam
Aaye din hai pyar ke
Aaye din hai pyar ke

Aankhon mein jab
Tum samane lage
Khwabo khayalo
Pe chhane lage
Chupke se dheere se
Mere dil ne ye
Pukara o sanam
Aaye din hai pyar ke
Aaye din hai pyar ke

Teri baate teri yaade
Ab aur hume koi kaam nahi
Betabi hai bechaini hai
Ek pal ke liye aaram nahi
Yeh pyar ke pal inte hasi hai
Paya tumhe to aaya yakin hai
Jab hum najdik aane lage
Chhup chhup milne milane lage
Chupke se dheere se
Mere dil ne ye
Pukara o sanam
Aaye din hai pyar ke
Aaye din hai pyar ke

Har ek ada behki behki
Aasan bhi hai badle badle
Na hosh koi na koi khabar
Jaane kaisi halchal hai ye
Halka halka dard hai ye kya
Ab jaake maine ye jaan liya
Jab tum neende udaane lage
Sanso ko yu mehkane lage
Chupke se dheere se
Mere dil ne ye
Pukara o sanam
Aaye din hai pyar ke
Aaye din hai pyar ke

Aankhon mein jab
Tum samane lage
Khwabo khayalo
Pe chhane lage
Chupke se dheere se
Mere dil ne ye
Pukara o sanam
Aaye din hai pyar ke
Aaye din hai pyar ke.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top