“Aaye Hain Samjhaane Log” Song Details:
| Album/Label: | The Unforgettables (1976) |
| Singer(s): | Chitra Singh (Chitra Dutta), Jagjit Singh |
| Lyricist(s): | Sudarshan Faakir |
| Composer(s): | Jagjit Singh |
| Music Director(s): | Jagjit Singh |
| Genre(s): | Ghazal |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Jagjit Singh, Chitra Singh |
Aaye hain samjhaane log
Aaye hain samjhaane log
Hain kitane deewane log
Aaye hain samjhaane log
Dair-o-haram mein chain jo milata
Dair-o-haram mein chain jo milata
Kyu jaate maikhaane log
Kyu jaate maikhaane log
Jaan ke sab kuchh kuchh bhi na jaane
Jaan ke sab kuchh kuchh bhi na jaane
Hai kitane anjaane log
Hai kitane anjaane log
Waqt pe kaam nahi aate hain
Waqt pe kaam nahi aate hain
Ye jaane pahachaane log
Ab jab mujhako hosh nahi hain
Ab jab mujhako hosh nahi hain
Aaye hain samjhaane log
Aaye hain samjhaane log
Hain kitane deewane log
Aaye hain samjhaane log.


