Aaye Na Balam Wada Kar Ke Lyrics

Aaye Na Balam Wada Kar Ke Lyrics Lyrics

“Aaye Na Balam Wada Kar Ke” Song Details:

Movie: Shabab
Singer(s): Mohammed Rafi
Lyricist(s): Shakeel Badayuni
Composer(s): Naushad Ali
Music Director(s): Naushad Ali
Genre(s): Sad
Director(s): M. Sadiq
Music Label: © Saregama
Starring: Bharat Bhushan, Nutan

Aaye na balam wada kar ke
Aaye na balam wada kar ke
Thak gaye naina dhiraj dhar ke
Dhiraj dhar ke
Aaye na balam wada kar ke
Aaye na balam

Chup gaya chanda lut gayi jyoti
Chup gaya chanda lut gayi jyoti
Tare ban gaye jhuthe moti
Tare ban gaye jhuthe moti
Pad gaye fike rang najar ke
Pad gaye fike rang najar ke
Aaye na balam wada kar ke
Aaye na balam

Aao ke tum bin aankho me dam hai
Aao ke tum bin aankho me dam hai
Raat hai lambi jivan kam hai
Raat hai lambi jivan kam hai
Dekh lu tum ko mai ji bhar ke
Dekh lu tum ko mai ji bhar ke
Aaye na balam wada kar ke
Aaye na balam wada kar ke
Aaye na balam.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top