Aayega Aanewala Lyrics

Aayega Aanewala Lyrics Lyrics

“Aayega Aanewala” Song Details:

Movie: Mahal
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Shakat Ali Dehlavi (Nashad)
Composer(s): Khemchand Prakash
Music Director(s): Khemchand Prakash
Genre(s): Romantic
Director(s): Kamal Amrohi
Music Label: © Saregama
Starring: Ashok Kumar, Madhubala

Khaamosh hai zamana
Chup chaap hain sitaare
Aaraam se hai duniyaa
Bekal hain dil ke maare
Aise mein koyi aahat
Is tarah aa rahi hai
Jaise ki chal rahaa ho
Man mein koyi hamaare
Yaa dil dhadak rahaa
Hai ik aas ke sahaare

Aayega aayega aayega
Aayega aayega aanewala
Aayega aayega aanewala
Aayega aayega aayega aayega
Aanewala aayega aayega aayega

Deepak bagair kaise
Parwaane jal rahe hain
Deepak bagair kaise
Parwaane jal rahe hain
Koyi nahin chalaataa
Aur teer chal rahe hain
Koyi nahin chalaataa
Aur teer chal rahe hain
Tadpegaa koyi kab
Tak be aas be sahaare
Tadpegaa koyi kab
Tak be aas be sahaare
Lekin ye kah rahe hain
Dil ke mere ishaare
Aayega aayega aayega aayega
Aanewala aayega aayega aayega

Bhatki huyi jawaani
Manzil ko dhoondhti hai
Bhatki huyi jawaani
Manzil ko dhoondhti hai
Maajhi bagair naiyaa
Saahil ko dhoondhti hai
Maajhi bagair naiyaa
Saahil ko dhoondhti hai
Kyaa jaane dil ki kashti
Kab tak lage kinaare
Kyaa jaane dil ki kashti
Kab tak lage kinaare
Lekin ye kah rahe
Hain dil ke mere ishaare
Aayega aayega aayega aayega
Aanewala aayega aayega aayega aayega.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top