Aayi Aayi Re Maalaniya Lyrics

Aayi Aayi Re Maalaniya Lyrics Lyrics

“Aayi Aayi Re Maalaniya” Song Details:

Movie: Oot Pataang (1954)
Singer(s): Sudha Malhotra
Lyricist(s): Deena Nath Madhok (D. N. Madhok)
Composer(s): Vinod
Music Director(s): Vinod
Genre(s): Playful
Director(s): Chandulal. J. Shah
Music Label: © Saregama
Starring: Agha, Madhvi

Aayi aayi
Aayi aayi re maalaniya bikaner se
Maalaniya bikaner se
Phool le lo phool le lo
Bhawro se aankh bachake
Phool le lo phool le lo
Ha aayi aayi aayi aayi re

Rat ki rani badi mastani
Kahe kahani rato ki
Kahe kahani rato ki
Rat ki rani badi mastani
Kahe kahani rato ki
Kahe kahani rato ki
Dard se aankh kabhi na munde
Dare pyar ki ghato se
Dare pyar ki ghato se

God me lelo god me lelo
Bhawro se aankh bachake
Phool le lo phool le lo
Ha aayi aayi aayi aayi re

Wo dulhan bani chameli
Dulha gulab iska
Ho dulha gulab iska
Sare chamak me koi
Tali nahi hai jiska
Tali nahi hai jiska
Tali nahi hai jiska
Bhawro se aankh bachake
Phool le lo phool le lo
Ha aayi aayi aayi aayi re


Aane aane phool bike hai
Aane aane phool bike hai
Char aane guldasta
Ho char aane guldasta
Aane aane phool bike hai
Char aane guldasta
Ho char aane guldasta
Pura bagicha malainya ne
Mal laga sashta
Mal laga sashta
Jholi bhar bhar lelo
Jholi bhar bhar lelo
Bhawro se aankh
Bachake phool le lo
Phool le lo

Ha aayi aayi aayi aayi re
Aayi aayi re maalaniya bikaner se
Maalaniya bikaner se
Phool le lo phool le lo
Bhawro se aankh bachake
Phool le lo phool le lo
Ha aayi aayi aayi aayi re.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top