“Aayi Zanjeer Ki Jhankaara” Song Details:
| Movie: | Razia Sultan (1983) |
| Singer(s): | Kabban Mirza |
| Lyricist(s): | Jan Nisar Akhtar |
| Composer(s): | Mohammed Zahur Khayyam |
| Music Director(s): | Mohammed Zahur Khayyam |
| Genre(s): | Romantic |
| Director(s): | Kamal Amrohi |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Dharmendra, Hema Malini, Parveen Babi |
| Release on: | 30th August, 1982 |
Khuda khair kare
Aayi zanjeer ki jhankaar
Khuda khair kare
Dil hua kiska giraftaar
Khuda khair kare
Aayi zanjeer ki jhankaar
Jaane yeh kaun meri rooh
Ko chhukar guzara
Jaane yeh kaun
Jaane yeh kaun meri rooh
Ko chhukar guzara
Ek qayaamat hui bedaar
Ek qayaamat hui bedaar
Khuda khair kare
Lamha lamha meri aankhon
Mein kheencha jaati hai
Lamha lamha meri aankhon
Mein kheencha jaati hai
Ek chamakti hui talwaar
Khuda khair kare
Dil hua kiska giraftaar
Khuda khair kare
Aayi zanjeer ki jhankaar
Khoon dil ka na chhalak
Jaaye kahi aankhon se
Khoon dil ka na chhalak
Jaaye kahi aankhon se
Ho na jaaye kahi izahaar
Khuda na kare.


