Ab Ke Baras Bhi Lyrics

Ab Ke Baras Bhi Lyrics Lyrics

“Ab Ke Baras Bhi” Song Details:

Album/Label: Desires (1994)
Singer(s): Chitra Singh (Chitra Dutta)
Lyricist(s): Saba Afghani
Composer(s): Jagjit Singh
Music Director(s): Jagjit Singh
Genre(s): Ghazal
Starring: Jagjit Singh

Ab ki baras bhi wo nahi aaya bahar mein
Ab ki baras bhi wo nahi aaya bahar mein
Guzarega aur ek baras intazar mein
Ab ki baras bhi wo nahi aaya bahar mein

Ye aag ishq kii hai bujhane se kya bujhe
Ye aag ishq kii hai bujhane se kya bujhe
Dil tere bas mein hai na mere ikhtiyar mein
Guzarega aur ek baras intazar mein
Ab ki baras bhi wo nahi aaya bahar mein

Hai tute dil mein teri mohabbat tera khayal
Hai tute dil mein teri mohabbat tera khayal
Hai tute dil mein teri mohabbat tera khayal
Khush-rang hai bahar jo guzari bahar mein
Guzarega aur ek baras intazar mein
Ab ki baras bhi wo nahi aaya bahar mein

Aansu nahi hai aankho mein lekin tere bagair
Aansu nahi hai aankho mein lekin tere bagair
Tu kanpate huye hai dil-e-beqarar mein
Guzarega aur ek baras intazar mein
Ab ki baras bhi wo nahi aaya bahar mein.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top