“Ab Paas Bulaa Lo Mujhe” Song Details:
| Movie: | Behram Khan (1946) |
| Singer(s): | Khan Mastana, Shamshad Begum |
| Lyricist(s): | Hayat Amrohi |
| Composer(s): | Ghulam Haider |
| Music Director(s): | Ghulam Haider |
| Genre(s): | Happy (Feel Good) |
| Director(s): | Gajanan Jagirdar |
| Starring: | Mehtab, Sunalini Devi, Jagirdar, Suresh, Lalita Pawar, David, Benjamin, Hansa |
Bechain hun
Bechain judaai mein hun
Sarkaar e madeenah
Sarkaar e madeenah
Ab paas bulaa lo mujhe
Mukhtaar e madeenah
Lo jald khabar
Ahmad e mukhtaar e madeenah
Padhte hain farishte jise
Wo naam hai tera
Mehboob e khudaa
Sab pe karam aam hai tera
Mehboob e khudaa
Sab pe karam aam hai tera
Sartaajon ke sartaaj
Sartaajon ke sartaaj ho
Sardaar e madeenah
Ab paas bulaa lo mujhe
Mukhtaar e madeenah
Lo jald khabar
Ahmad e mukhtaar e madeenah
Ae hind ke meenaar o
Shaan badhaaye
Himmat ko tu manzil ki
Sadaa raah dikhaaye
Is dil mein to ghar kar gaye
Is dil mein to ghar kar gaye
Meenaar e madeenah
Lo jald khabar
Ahmad e mukhtaar e madeenah
Ab paas bulaa lo mujhe
Mukhtaar e madeenah.


