Ab To Nahi Duniya Mein Lyrics

Ab To Nahi Duniya Mein Lyrics Lyrics

“Ab To Nahi Duniya Mein” Song Details:

Movie: Nadaan (1943)
Singer(s): Noor Jehan
Composer(s): Datta Korgaonkar
Music Director(s): Datta Korgaonkar
Genre(s): Sad
Starring: Aman, Jehan, Masood

Ab to nahi duniya mein
Kahi apna thikana
Dushman hai zamana
Dushman hai zamana
Ab to nahi duniya mein
Kahi apna thikana
Dushman hai zamana
Dushman hai zamana

Ab kisse kahe kaun
Sune apna fasana
Dushman hai zamana
Ab kisse kahe kaun
Sune apna fasana
Dushman hai zamana

Halat ke sitam se
Lachar hue hai
Halat ke sitam se
Lachar hue hai
Ab kisse kahe kaun
Sune apna fasana
Dushman hai zamana
Ab kisse kahe kaun
Sune apna fasana
Dushman hai zamana

Halat ke sitam se
Lachar hue hai
Halat ke sitam se
Lachar hue hai
Sab kaam tumhare
Bina dushwar hue hai
Sab kaam tumhare
Bina dushwar hue hai
Lekin abhi tak muh se
Aah na bharenge
Lekin abhi tak muh se
Aah na bharenge
Sab sehte rahenge
Ban jayenge sabke
Zulmo ka nishana
Dushman hai zamana
Ab to nahi duniya mein
Kahi apna thikana
Dushman hai zamana
Dushman hai zamana.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top