Agar Yakin Nahin Aata Lyrics

Agar Yakin Nahin Aata Lyrics Lyrics

“Agar Yakin Nahin Aata” Song Details:

Album/Label: Hazir (1992)
Singer(s): Hariharan
Composer(s): Hariharan
Music Director(s): Hariharan
Genre(s): Sad
Music Label: © Omi Music
Release on: 20th February, 1992

Agar yakin nahin aata to
Aajhmaye mujhe
Agar yakin nahin aata to
Aajhmaye mujhe
Woh aaina hain to
Phir aaina dikhaye mujhe
Agar yakin

Ajab charag hoon
Din raat jalata raheta hoon
Ajab charag hoon
Din raat jalata raheta hoon main
Thak gaya hoon hava se
Kaho bujhaye mujhe
Thak gaya hoon hava se
Kaho bujhaye mujhe
Woh aaina hain to
Phir aaina dikhaye mujhe
Agar yakin

Bahot dino se main in
Paththaro main
Paththar hoon
Bahot dino se main in
Paththaro main
Paththar hoon
Koi to aaye zara
Der to rulaye mujhe
Koi to aaye zara
Der to rulaye mujhe
Woh aaina hain to
Phir aaina dikhaye mujhe
Agar yakin

Main chahata hoon ke
Tumahi mujhe ijhajhat do
Main chahata hoon ke
Tumahi mujhe ijhajhat do
Tumhari tarha se
Koi gale lagaye mujhe
Tumhari tarha se
Koi gale lagaye mujhe
Woh aaina hain to
Phir aaina dikhaye mujhe
Agar yakin nahin
Aata to aajhmaye mujhe
Agar yakin.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top