Agay Hi Agay Lyrics

Agay Hi Agay Lyrics Lyrics

“Agay Hi Agay” Song Details:

Album/Label: Gardish
Singer(s): Karavan (Band)
Lyricist(s): Karavan (Band)
Composer(s): Karavan (Band)
Music Director(s): Karavan (Band)

Agay hi agay agay hi agay
Agay hi agay agay hi agay….

Jaaingay agay hi agay
Apna koi jadoo to jagay
Saanso ko sahil to milay
Nainon ko manzil to milay

Yeh zameen kehti hai
Asma ho jaain
Meherbaan ho jain
Shaadman ho jaain
Javaidaan ho jain
Karavan ho jaain ho jain
Agay hi agay agay hi agay
Agay hi agay agay hi agay

Subhain hai iski sunehri
Shaamain bhi hain iski gehri
Har gosha khushbu main basa
Hai yehi rehnai ki jaga
Yeh zameen kehti hai
Asma ho jaain
Meherbaan ho jain
Shaadman ho jaain
Javaidaan ho jain
Karavan ho jaain ho jain
Agay hi agay agay hi agay
Agay hi agay agay hi agay

Jhoom chalain nahin shaan seh
Chalay chalay
Phir naye rang seh dhang seh
Karavan chalaay


Agay hi agay agay hi agay
Agay hi agay agay hi agay

Chalna hai milkeh yeh jano
Jana hai agay jawano
Apni to chahat hai yehi
Apni to izaat yehi

Yeh zameen kehti hai
Asma ho jaain
Meherbaan ho jain
Shaadman ho jaain
Javaidaan ho jain
Karavan ho jaain ho jain

Yeh zameen kehti hai
Asma ho jaain
Meherbaan ho jain
Shaadman ho jaain
Javaidaan ho jain
Karavan ho jaain ho jain
Agay hi agay agay hi agay
Agay hi agay agay hi agay…

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top