Allah Bachaaye Lyrics

Allah Bachaaye Lyrics Lyrics

“Allah Bachaaye” Song Details:

Label: Zee Music Company
Singer(s): Rupmatii Jolly
Lyricist(s): Rupmatii Jolly
Composer(s): Rupmatii Jolly
Music Director(s): Rupmatii Jolly
Genre(s): Love
Music Label: © Zee Music Company

Ishq bala hai woh, ishq khata hai wo
Jisne bhi hai ye kiya dono jahan se gaya
Usko allah bachaaye, maula bachaaye
Allah bachaaye, ishq se allah bachaaye

Jisne kiya yeh gunaah uska yeh haal hua
Dard sa dil me hamesha,
Rehta wo har pal pareshan
Ishq junoon hai jisme sukun hai
Jisko chadha yeh nasha
Samjho ke wo to fasa
Phir to allah bachaye allah,
Maula bachaye maula
Allah bachaye allah, ishq se allah bachaye

Bechainiyo me hai chain,
Aahe bhare din rain
Madhoshiyo ka ho aalam,
Maar hi daale yeh zaalim
Isme maza bhi hai par yeh saza bhi hai
Waqt hai bachke raho,
Ishq se tauba karo
Warna allah bachaye allah,
Maula bachaye maula
Allah bachaye allah, ishq se allah bachaye
Tum sabko allah bachaaye allah
Tumko bhi allah bachaaye
Duniya ko allah bachaaye allah bachaaye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top