Aye Dil Bata Hum Kahaan Aa Gaye Lyrics

Aye Dil Bata Hum Kahaan Aa Gaye Lyrics Lyrics

“Aye Dil Bata Hum Kahaan Aa Gaye” Song Details:

Movie: Khuni Khazana (1965)
Singer(s): Mubarak Begum
Lyricist(s): Khawar Zaman
Composer(s): S. Kishan
Music Director(s): S. Kishan
Genre(s): Playful
Director(s): A. Shamsheer
Music Label: © Saregama
Starring: Vijaya Choudhury, Sudhir, Bhagwan, Bela Bose, Sheikh Mukhtar,
Release on: 1st January, 1965

Aye dil bata hum kahaan aa gaye
Nigaahen mili aur sharma gaye
Aye dil bata hum kahaan aa gaye
Nigaahen mili aur sharma gaye
Aye dil bata aa

Wo rag rag mein meri samaane lage
Mohabbat ki mehfil sajaane lage
Wo rag rag mein meri samaane lage
Mohabbat ki mehfil sajaane lage
Sajaane lage
Zamaane mohabbat ke lo aa gaye
Nigaahen mili aur sharma gaye
Aye dil bata hum kaha aa gaye
Nigaahen mili aur sharma gaye
Aye dil bata

Bahaaren hansi aur fiza so gayi
Zindagi ek naye khwaab mein kho gayi
Bahaaren hansi aur fiza so gayi
Zindagi ek naye khwaab mein kho gayi
Khwaab mein kho gayi
Naye raaz ulfat ke hum paa gaye
Nigaahen mili aur sharma gaye
Aye dil bata hum kaha aa gaye
Nigaahen mili aur sharma gaye
Aye dil bata lalalalalala lalalalalala.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top