Aye Jazba-E-Dil Lyrics

Aye Jazba-E-Dil Lyrics Lyrics

“Aye Jazba-E-Dil” Song Details:

Movie: In Custody (1994)
Singer(s): Kavita Krishnamurthy
Lyricist(s): Faiz Ahmad Faiz
Composer(s): Ustad Sultan Khan, Zakir Hussain
Music Director(s): Ustad Sultan Khan, Zakir Hussain
Genre(s): Ghazal
Director(s): Ismail Merchant
Music Label: © Saregama
Starring: Shashi Kapoor, Shabana Azmi, Om Puri, Sushma Seth, Neena Gupta, Tinnu Anand , Prayag Raj , Parikshat Sahni, Sagar Arya, Alakh Nandan, Yusuf Khurram, Riju Bajaj, Young Poet, Maza Bi, Safiya’s Attendant, Nayeem Hafizka, Young Poet, Veerendra Saxena
Release on: 3rd June, 1994

Aey jazba-e-dil gar main chahoon

Har cheez muqabil aa jaaye

Aey jazba-e-dil gar main chahoon

Har cheez muqabil aa jaaye

Manzil ke liye do gaam chaloon

Manzil ke liye do gaam chaloon

Aur saamne manzil aa jaaye

Aey jazba-e-dil gar main chahoon

Aye samma kasam parwane ki

Itana to meri khaatir karna

Aye samma kasam parwane ki

Itana to meri khaatir karna

Itana to meri khaatir karna

Uss uss waqt bhadake ghul hona

Jab sahari mehfil aa jaaye

Har cheez muqabil aa jaaye

Aur saamne manzil aa jaaye

Aey jazba-e-dil gar main chahoon

Aye dil ki lagi chal yunhi sahi

Chalta to hoon unki mehfil mein

Aye dil ki lagi chal yunhi sahi

Chalta to hoon unki mehfil mein

Chalta to hoon unki mehfil mein

Uss waqt mujhe chauka dena

Uss waqt mujhe chauka dena

Jab rang pe mehfil aa jaaye

Har cheez muqabil aa jaaye

Aur saamne manzil aa jaaye

Aey jazba-e-dil gar main chahoon

Har cheez muqabil aa jaaye

Manzil ke liye do gaam chaloon

Manzil ke liye do gaam chaloon

Aur saamne manzil aa jaaye

Aey jazba-e-dil gar main chahoon.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top