Aye Maa Meri Yaado Ko Lyrics

Aye Maa Meri Yaado Ko Lyrics Lyrics

“Aye Maa Meri Yaado Ko” Song Details:

Movie: Shaheed Bhagat Singh (1963)
Singer(s): Mohammed Rafi
Lyricist(s): Qamar Jalalabadi
Composer(s): Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Music Director(s): Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Genre(s): Sensual
Director(s): K.N. Bansal
Music Label: © Saregama
Starring: Shammi Kapoor, Shakeela, Premnath, Ulhas

Aye maa meri yaado ko
Dil hi mein basa lena
Aye maa meri yaado ko
Dil hi mein basa lena
Badnam na ho aasu
Daman mein chhupa lena
Aye maa meri yaado ko

Aazadi ka parwana
Ab jata hai jalne ko
Aazadi ka parwana
Ab jata hai jalne ko
Has has ke main jal jau
Has has ke main jal jau
Bas itni dua dena
Aye maa meri yaado ko

Main yaad agar aau
Bharna na kabhi aahe
Main yaad agar aau
Bharna na kabhi aahe
Tum meri nishani ko
Tum meri nishani ko
Sine se laga lena
Aye maa meri yaado ko

Aaye tere kuche mein
Jab rakh meri ud kar
Aaye tere kuche mein
Jab rakh meri ud kar
Us rakh pe aye mata
Us rakh pe aye mata
Ik duniya basa lena
Badnam na ho aasu
Daman mein chhupa lena
Aye maa meri yaado ko
Dil hi me basa lena
Aye maa meri yaado ko.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top