“Baar Baar Mann Mera” Song Details:
| Movie: | Makad Jaala: A Political Trap (2015) |
| Singer(s): | Gopal Das, Aparna Aparajit |
| Lyricist(s): | Harsukh Dhayal |
| Composer(s): | Rahul Tiwari |
| Music Director(s): | Rahul Tiwari |
| Genre(s): | Romantic |
| Director(s): | Dinesh Kumar Sahu |
| Music Label: | © SRK MUSIC |
| Starring: | Jeetrai Singh, Ravi Khanvilkar, Ashok Bantia, Ashmita Bakshi, Mushtaq Khan, Annanya, Chandkant Taneja, Sanjay Sharma, Dk Mungeli, Meena Sahu, Shyamlam |
| Release on: | 8th May, 2015 |
Mohabbat ibadat hai noore khuda hai
Meri dhadkano ne yeh mujhse kahaan hai
Sohna yaar rab jaisa lage phir kyun na karoon ibadat
Baar baar mann mera naam jape hai tera
Baar baar karta hain ye sajda
Baar baar mann mera naam jape hai tera
Baar baar karta hain ye sajda
Jab se tu mila tab se silsila mera hai shuru
Din mein raaton mein
Mann ki baaton mein tujhko dhundh loon
Jab se tu mila tab se silsila mera hai shuru
Din mein raaton mein
Mann ki baaton mein tujhko dhundh loon
Laga mujhse judaa dono sang hain sadaa
Tu dhadkan hain toh main hoon sansein teri
Main chalna sakoon pal bhi tere bina
Tu mujh mein basi aur main tujh mein basa
Main hoon askh toh tu mera aaina
Mohabbat ibadat hai noore khuda hai
Noore khuda hai
Meri dhadkano ne yeh mujhse kahaan hai
Sohna yaar rab jaisa lage phir kyun na karoon ibadat
Baar baar mann mera naam jape hai tera
Baar baar karta hain ye sajda.


