Badnaam Na Ho Jaye Lyrics

Badnaam Na Ho Jaye Lyrics Lyrics

“Badnaam Na Ho Jaye” Song Details:

Movie: Shaheed (1948)
Singer(s): Surinder Kaur
Lyricist(s): Qamar Jalalabadi
Composer(s): Ghulam Haider
Music Director(s): Ghulam Haider
Genre(s): Sad
Director(s): Ramesh Saigal
Music Label: © Saregama
Starring: Dilip Kumar, Kamini Kaushal, Chandra Mohan, Shashi Kapoor, Leela Chitnis, V S Desai

Badnam na ho jaye
Badnam na ho jaye
Mohabbat ka fasana
O dard bhare aansuo
Aankho mein na aana
Badnam na ho jaye
Mohabbat ka fasana
O dard bhare aansuo
Aankho mein na aana

Duniya mein mohabbat ki
Yahin reet hai eye dil
Duniya mein mohabbat ki
Yahin reet hai eye dil
Yahi rit hai eye dil
Yahi rit hai eye dil
Jal jana magar hotho
Par fariyad na lana
O dard bhare aansuo
Aankho mein na aana

Kah de na kahi aankh
Mere dil ki kahani
Kah de na kahi aankh
Mere dil ki kahani
Mere dil ki kahani
Mere dil ki kahani
Eye dil teri dhadakan kahi
Sun le na zamana
O dard bhare aansuo
Aankho mein na aana

Eye jane mohabbat
Yahi bas meri dua hai
Eye jane mohabbat
Yahi bas meri dua hai
Yahi bas meri dua hai
Yahi bas meri dua hai
Ho jaye tere sath
Meri jan bhi ravana
O dard bhare aansuo
Aankho mein na aana

Badnam na ho jaye
Badnam na ho jaye
Mohabbat ka fasana
O dard bhare aansuo
Aankho mein na aana
Badnam na ho jaye
Mohabbat ka fasana
O dard bhare aansuo
Aankho mein na aana.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top