Bahut Dino Se Bichhda Lyrics

Bahut Dino Se Bichhda Lyrics Lyrics

“Bahut Dino Se Bichhda” Song Details:

Movie: Mahasati Ansuya
Singer(s): Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Suman Kalyanpur
Lyricist(s): Bharat Vyas
Composer(s): S. N. Tripathi
Music Director(s): S. N. Tripathi
Genre(s): Romantic
Director(s): Ranga B.S.
Music Label: © Saregama
Starring: Pandharibai, Rajkumar

Bahut dino se bichhda man ka meet mila
Bahut dino se bichhda man ka meet mila
Mere geet ko rutha hua sangeet mila
Bahut dino se bichhda man ka meet mila

Neele gagan me aasha ka chanda chamka
Neele gagan me aasha ka chanda chamka
Giri kiran jab ghunghat utha poonam ka
Mere nayan me mukhda tumhara damka
Prano ki payal ne gunja hai sar sam ka
Bahut dino se bichhda man ka meet mila
Mere geet ko rutha hua sangeet mila
Bahut dino se bichhda man ka meet mila

Din ye milan ke sundar suhane anuthe
Din ye milan ke sundar suhane anuthe
Aise madhur pal hamse kabhi na ruthe
Ab to piya tere hatho se hath na chute
Apna salona sapna kabhi na tute
Bahut dino se bichhda man ka meet mila
Mere geet ko rutha hua sangeet mila
Bahut dino se bichhda man ka meet mila.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top