Balle Balle Jawaani Bal Khaaye Lyrics

Balle Balle Jawaani Bal Khaaye Lyrics Lyrics

“Balle Balle Jawaani Bal Khaaye” Song Details:

Movie: Phool Aur Kaante (1948)
Singer(s): Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist(s): Vishwamitra Adil
Composer(s): Dada Chandekar
Music Director(s): Dada Chandekar
Genre(s): Playful
Director(s): Achyut Govind Ranade
Music Label: © Saregama
Starring: Lalita Pawar

Balle balle balle balle
Jawaani bal khaaye
Balle balle balle balle
Jawaani lehraaye
Balle balle balle balle
Jawaani bal khaaye
Balle balle balle balle
Jawaani lehraaye balle balle

Din raat chhupaayen gharwaale
Din raat chhupaayen gharwaale
Darwaazon par daalen taale
Darwaazon par daalen taale
Phir bhi na jawaani baaz aaye balle balle
Phir bhi na jawaani baaz aaye balle balle
Balle balle jawaani balkhaaye balle balle
Balle balle jawaani lehraaye

Koi laakh badhaaye ghoonghat ko
Koi laakh badhaaye ghoonghat ko
Dil kaanpe dil kaanpe sun kar aahat ko
Dil kaanpe dil kaanpe sun kar aahat ko
Chupke se jawaani dass jaaye balle balle
Chupke se jawaani dass jaaye balle balle
Balle balle jawaani bal khaaye balle balle
Balle balle jawaani lehraaye

De taane apne begaane
De taane apne begaane
Wo dil ki wo dil ki baaten kya jaanen
Wo dil ki wo dil ki baaten kya jaanen
Jalti agni ko bhadkaaye balle balle
Jalti agni ko bhadkaaye balle balle
Balle balle jawaani bal khaaye balle balle
O balle balle jawaani lehraaye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top