Balma Patwari Ho Gaye Lyrics

Balma Patwari Ho Gaye Lyrics Lyrics

“Balma Patwari Ho Gaye” Song Details:

Movie: Pagdandi (1947)
Singer(s): Munawar Sultana
Lyricist(s): Deena Nath Madhok (D. N. Madhok)
Composer(s): Khawaja Khurshid Anwar
Music Director(s): Khawaja Khurshid Anwar
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Ram Narayan Dave
Music Label: © Columbia Records
Starring: Akhtar, Gyani, Om Prakash, Padma

Balma patwari ho gaye
Naukar sarkari ho gaye balma
Balma patwari ho gaye
Naukar sarkari ho gaye

Are o dagar chalane wale are o
Are o dagar chalane wale
Meri mataki dhulaki jaaye utha le
Meri mataki dhulaki jaaye utha le
Mat ghur ghur ke dekho hume
Jis jis ne yu dekha humko
Jurmane bhari ho gaye
Mat ghur ghur ke dekho hume
Jis jis ne yu dekha humko
Jurmane bhari ho gaye
Balma balma patwari ho gaye
Naukar sarkari ho gaye

Are o ganv wala woh are o
Are o ganv wala woh
Kud jahaan dekh lo ghus ghus jaao
Kud jahaan dekh lo ghus ghus jaao
Patvari sabka afasar hai
Yeh bade sab ka kehna hai
Aadar bhi jari ho gaye
Patvari sabka afasar hai
Yeh bade sab ka kehna hai
Aadar bhi jari ho gaye
Balma balma patwari ho gaye
Naukar sarkari ho gaye

Are o dagar chalane wale are o
Are o dagar chalane wale
Meri mataki dhulaki jaaye utha le
Meri mataki dhulaki jaaye utha le
Mat ghur ghur ke dekho hume
Jis jis ne yu dekha humko
Jurmane bhari ho gaye
Mat ghur ghur ke dekho hume
Jis jis ne yu dekha humko
Jurmane bhari ho gaye
Balma balma patwari ho gaye
Naukar sarkari ho gaye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top