Ban Than Ke Chali Lyrics

Ban Than Ke Chali Lyrics Lyrics

“Ban Than Ke Chali” Song Details:

Movie: Bhai Bahen (1950)
Singer(s): Talat Mahmood
Lyricist(s): Ishwar Chandra Kapoor
Composer(s): Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)
Music Director(s): Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Ram Daryani
Music Label: © Saregama
Starring: Geeta Bali, Bharat Bhushan, Nirupa Roy

Ban than ke chali saj dhaj ke chali
Rani karke har singar
Dekho chali piya ke dwar
Dekho chali piya ke dwar
Ban than ke chali

Jinhone nazo se pala tha
Unse juda hai hona
Jinhone nazo se pala tha
Unse juda hai hona
Ek aankh mein hasi bhari hai
Ek aankh mein rona
Ek aankh mein hasi bhari hai
Ek aankh mein rona
Hum aake naino mein
Neer bhar aaya
Doli uthaye kahar
Dekho chali piya ke dwar
Dekho chali piya ke dwar
Ban than ke chali saj dhaj ke chali
Rani karke har singar
Dekho chali piya ke dwar
Dekho chali piya ke dwar
Ban than ke chali

Ab kya wada babul raja
Ab kya wada babul raja
Ladki hui parayi
Doli ke sang chal diye dulha
Pichhe baap aur bhai
Chali naya ek desh basane
Chali naya ek desh basane
Suna kar ghar bar
Dekho chali piya ke dwar
Dekho chali piya ke dwar
Ban than ke chali saj dhaj ke chali
Rani karke har singar
Dekho chali piya ke dwar
Dekho chali piya ke dwar
Ban than ke chali.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top