“Barhaan Dil” Song Details:
| Movie: | Mr. Singh/Mrs. Mehta |
| Singer(s): | Shreya Ghoshal |
| Lyricist(s): | Amitabh Verma |
| Composer(s): | Shujaat Husain Khan |
| Music Director(s): | Shujaat Husain Khan |
| Genre(s): | Romantic |
| Director(s): | Pravesh Bhardwaj |
| Music Label: | © Junglee Music |
| Starring: | Prashant Narayanan, Aruna Shields, Naved Aslam, Lucy Hassan |
| Release on: | 25th June, 2010 |
Baarhaan dil mein ik sawaal aaya
Baarhaan dil mein ik sawaal aaya
Aaj socha toh yeh khayaal aaya
Baarhaan dil mein ik sawaal aaya
Aaj socha toh yeh khayaal aaya
Do kadam saath bas chale tum hum
Hum safar toh na the kabhi tum hum
Baarhaan dil mein ik sawaal aaya
Kisane socha tha din yeh aayenge
Apane saaye bhi chhut jaayenge
Main n ajaanu mujhe khushi hai ya ghum
Humsafar toh na the kabhi tum hum
Baarhaan dil mein ik sawaal aaya
Aaj socha toh yeh khayaal aaya
Do kadam saath bas chale tum hum
Hum safar toh na the kabhi tum hum
Baarhaan dil mein ik sawaal aaya
Dil hai bejaar jism bejaan hai
Koyi ehsaas hi nahi baaki
Na yeh aankhein yeh sochake huyi num
Humsafar toh na the kabhi tum hum
Baarhaan dil mein ik sawaal aaya
Aaj socha toh yeh khayaal aaya
Do kadam saath bas chale tum hum
Hum safar toh na the kabhi tum hum
Baarhaan dil mein ik sawaal aaya.


