Barse Jaadu Dil Bekabu Lyrics

Barse Jaadu Dil Bekabu Lyrics Lyrics

“Barse Jaadu Dil Bekabu” Song Details:

Movie: Night Bird (1961)
Singer(s): Suman Kalyanpur
Lyricist(s): Muzaffar Shahjahanpuri
Composer(s): Iqbal Qureshi
Music Director(s): Iqbal Qureshi
Genre(s): Playful
Director(s): A.R. Zamindar
Music Label: © Saregama
Starring: Azad, Maya Dass, Nazir Kashmiri, Shyam Kumar, Shanta Kumari, Tun Tun, Phani Walker
Release on: 1st January, 1961

Barse jaadu dil bekabu
Chain liya hain chhin le
Tune kaisi bajayi bin re
Tune kaisi bajayi bin re
Barse jaadu dil bekabu
Chain liya hain chhin le
Tune kaisi bajayi bin re
Tune kaisi bajayi bin re

Aankh nashe mein
dil hain maje mein
Masti ki barsat hain
Masti ki barsat hain
Hosh udana hosh me lana
Sab kuch tere hath hain
Sab kuch tere hath hain

Rut hai suhani mai Deewani
Nagmo ki sohkin re
Tune kaisi bajayi bin re
Tune kaisi bajayi bin re.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top