Beimaan Tohre Nainwa Lyrics

Beimaan Tohre Nainwa Lyrics Lyrics

“Beimaan Tohre Nainwa” Song Details:

Movie: Tarana
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Deena Nath Madhok (D. N. Madhok)
Composer(s): Anil Krishna Biswas
Music Director(s): Anil Krishna Biswas
Genre(s): Romantic
Director(s): Ram Daryani
Music Label: © Saregama
Starring: Dilip Kumar, Madhubala

Beimaan tore nainawa
Neendiya na aaye
Beimaan tore nainawa
Neendiya na aaye

Tuk soye ja ki raat kahi bhaagi na jaaye
Tuk soye ja ki raat kahi bhaagi na jaaye
Beimaan tore nainawa
Neendiya na aaye
Beimaan tore nainawa
Neendiya na aaye

Le moond le ankhiyaan tanik zara
Le moond le ankhiyaan tanik zara
Baithi hu yahu main na ghabra
Raat jaaye palak tose jhapki na jaaye
Raat jaaye palak tose jhapki na jaaye
Beimaan tore nainawa
Neendiya na aaye
Beimaan tore nainawa
Neendiya na aaye

Aadhe soye aadhe jaage
Aadhe soye aadhe jaage
Saanchi kahu mohe yu laage
Jaise mann mein bharam ek aaye ek jaaye
Jaise mann mein bharam ek aaye ek jaaye
Beimaan tore nainawa
Neendiya na aaye
Beimaan tore nainawa
Neendiya na aaye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top