Beparwah Lyrics

Beparwah Lyrics Lyrics

“Beparwah” Song Details:

Movie: Baran (2001)
Singer(s): Khalid Ahamed
Lyricist(s): Kashif Iqbal
Composer(s): Ahmad Pejman
Music Director(s): Ahmad Pejman
Genre(s): Playful
Director(s): Majid Majidi
Starring: Hossein Abedini, Zahra Bahrami, Mohammad Amir Naji, Abbas Rahimi, Gholam Ali Bakhshi
Release on: 31st January, 2001

Karz ki sham kya hai
Karz ka ye jaam kya
Roj roj phir raha kyu tu beparwah

Shor gul bhara zamana
Naam ka hai sab yaha
Kya tu leke aaya
Aur kya lega ja ye
Na ho yahi aakhiri paiyaam

Naazni mehjabi ye baat dil ki
Sulagti kyu
Husn ko hai gumaan
Ye fiza baya wale ho jave kya
Mehjabin hasin tareen khumar kya

Ye fitoor sa kyu naache is pe kyu hai yaar
O tareen ye baat ye raaz bata de yaar
Hatato ise sabar ka paiyaam
Naazni mehjabi ye baat dil ki
Sulagti kyu
Husn ko hai gumaan.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top