Beqarar Karke Humein Lyrics

Beqarar Karke Humein Lyrics Lyrics

“Beqarar Karke Humein” Song Details:

Label: Saregama Music
Singer(s): Namrata Dixit
Lyricist(s): Shakeel Badayuni
Composer(s): Hemant Kumar
Music Director(s): Hemant Kumar
Genre(s): Playful
Music Label: © Saregama Music
Starring: Namrata Dixit

Bekaraar karke hame yu na jaayiye
Aapko hamaari kasam laut aayiye
Bekaraar karke hame yu na jaayiye
Aapko hamaari kasam laut aayiye
Bekaraar karke hame yu na jaayiye
Aapko hamaari kasam laut aayiye

Zindagi ke raaste ajib hai
Inme is tarah chalaa naa kijiye
Khair hai isi me aapki hujur
Apna koi saathi dhundh lijiye
Sun ke dil ki baat yu na muskuraaiye
Aapko hamaari kasam laut aayiye
Bekaraar karke hame yu na jaayiye
Aapko hamaari kasam laut aayiye

Dekhiye gulaab ki wo daaliyaa
Badh ke chum le naa aapke kadam
Dekhiye gulaab ki wo daaliyaa
Badh ke chum le naa aapke kadam
Khoye khoye bhanware bhi hai baag me
Koi aapko bana na le sanam
Behaki behaki nazro se khud ko bachaayiye
Aapko hamaari kasam laut aayiye
Bekaraar karke hame yu na jaayiye
Aapko hamaari kasam laut aayiye
Bekaraar karke hame yu na jaayiye
Aapko hamaari kasam laut aayiye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top