Beti Hai Paraya Dhan Lyrics

Beti Hai Paraya Dhan Lyrics Lyrics

“Beti Hai Paraya Dhan” Song Details:

Movie: The Real Life Of Mandi (2012)
Singer(s): Anuradha Paudwal
Lyricist(s): Daur Saifee
Composer(s): Dinesh Arjuna
Music Director(s): Dinesh Arjuna
Genre(s): Wedding
Director(s): Gurubhai
Music Label: © Worldwide Records
Starring: Jackie Shorff, Ravi Kishen, Sonali

Beet gaya bachpan
Beti hai paraya dhan
Beet gaya bachpan
Beti hai paraya dhan
Beet gaya bachpan
Beti hai paraya dhan
Badha naya bandhan
Badha naya bandhan
Beti hai paraya dhan
Beet gaya bachpan
Beti hai paraya dhan
Beet gaya bachpan
Beti hai paraya dhan

Manega na mann
kaisi hai uljhan
Manega na mann
kaisi hai uljhan
Ye kaisa bandhan
Ye kaisa bandhan
Beti hai paraya dhan
Beet gaya bachpan
Beti hai paraya dhan
Beet gaya bachpan
Beti hai paraya dhan

Lekin ye hai baat khushi ki
Din hai khushi ka raat khushi ki
Us ghar mein wo barsayegi
Harpal bar barsat khushi ki
Lekin ye hai baat khushi ki
Din hai khushi ka raat khushi ki
Us ghar mein wo barsayegi
Harpal bar barsat khushi ki
Us ghar ka aangan
mehkega upvan
Us ghar ka aangan
mehkega upvan
Ye kaisa bandhan
Ye kaisa bandhan
Beti hai paraya dhan
Beet gaya bachpan
Beti hai paraya dhan
Beet gaya bachpan
Beti hai paraya dhan

Layi tu jeevan mein ujhala
Phoolo jaise mujhko pala
Teri mamta ki chhaiya mein
Mene paya ek shivala
Layi tu jeevan mein ujhala
Phoolo jaise mujhko pala
Teri mamta ki chhaiya mein
Mene paya ek shivala
Main hu tera darpan
Main ban ke chali dulhan
Main hu tera darpan
Main ban ke chali dulhan
Akhiyon mein so van
Akhiyon mein so van
Beti hai paraya dhan
Beet gaya bachpan
Beti hai paraya dhan
Beet gaya bachpan
Beti hai paraya dhan
Beet gaya bachpan
Beti hai paraya dhan
Beet gaya bachpan
Beti hai paraya dhan.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top