Bhagwan Mera Lyrics

Bhagwan Mera Lyrics Lyrics

“Bhagwan Mera” Song Details:

Movie: Aag Ke Sholay
Singer(s): Vijeta Pandit
Lyricist(s): Khalid
Composer(s): Vijay Batalvi
Music Director(s): Vijay
Genre(s): Dance, Masti
Director(s): S. R. Pratap
Music Label: © Shemaroo
Starring: Hemant Birje, Gulshan Grover, Vijeta Pandit, Sumeet Saigal
Release on: 14th October, 1988

Main ka karu bhagwan
Mera balam bewada hain
Main ka karu bhagwan
Mera balam bewada hain
Mera balam bewada hain
Mera balam bewada hain
Main to ho gayi pareshan
Mera balam bewada hain
Main to ho gayi pareshan
Mera balam bewada hain

Jab so jaye mandir
Bewada botal ki pooja kare
Haye botal ki pooja kare
Jab so jaye mandir
Bewada botal ki pooja kare
Haye botal ki pooja kare
Khatre mein hain iman
Mera balam bewada hain
Khatre mein hain iman
Mera balam bewada hain
Main ka karu bhagwan
Mera balam bewada hain

Jaise hove sham mere
Bewade ki ghanti baze
Haye bewade ki ghanti baze
Jaise hove sham mere
Bewade ki ghanti baze
Haye bewade ki ghanti baze
Botal hai iski jaan
Mera balam bewada hain
Botal hai iski jaan
Mera balam bewada hain
Main ka karu bhagwan
Mera balam bewada hain

Arey sab to sidhi chal chale par
Bewada dagmag dole haye
Bewada dagmag dole
Arey sab to sidhi chal chale par
Bewada dagmag dole haye
Bewada dagmag dole
Pee gaya ye puri dukan
Mera balam bewada hain
Pee gaya ye puri dukan
Mera balam bewada hain
Main ka karu bhagwan
Mera balam bewada hain


Sabke ghar mein bache khele
Mera aangan suna hain
Haye mera aangan suna hain
Sabke ghar mein bache khele
Mera aangan suna hain
Haye mera aangan suna hain
Ab kaise ho santan
Mera balam bewada hain
Ab kaise ho santan
Mera balam bewada hain
Main ka karu bhagwan
Mera balam bewada hain
Main ka karu bhagwan
Mera balam bewada hainn.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top